Add Free Tag On Your YouTube Channel
Add Youtube Channel Tag / Keyword |
YouTube Kya Hai
Dosto youtube ek aisa platform hai jisase har koi banda paisa kma sakta hai, Jisake andar kuch alag tarikhe ka talent hai wo uski video banakar youtube par upload kr sakta hai usase usko paise milate hai aur apna carrier bhi youtube par bana sakta hai, Apko yha par kisi bhi tarikhe ki investment nhi karni hai bilkul free method hai. Aap abhi se start kr sakte ho aur paise bhi kama sakate ho bilkul free hai to jarur yha pe hard work kijiye aur apna carrier aaj se start kijiye.
YouTube Se Paise Kaise Kamaye
Dosto youtube se paise kamana kuch nayi bat nhi lekin apko yha par ek YouTube Channel create krna padega aur us youtube channel ki apko acchi se editing krne padege jaise ek apko Playlist create krna hoga, Channel description likhni hogi, Channel ko tag lagane padege itni sari apko information fill krni hogi. aur channel logo, channel baner is tarikhe, se apki channel ready ho jayegi. Aap video ko upload kr sakate ho, uske bad aap log adsense ke liye apply kr sakate ho 10K views hone par 10K views hone ke bad aap apni video ko monetize kr sakte ho.Phir apki video pe advertise ana start hogi us ads par click hone ke bad apko paise milenge.Iss tarah aap bahut sari earning kr sakte ho without any investment.
YouTube Channel Par Tag Kyu Lagaye
Dosto jab aap log sirf channel create kroge to usase kam nhi chalnewala, apki channel jyada search ya rank me nhi ayegi uske liye apko lagane padate hai Channel tag. Aab bari aati hai ki channel tag se kya hota hai ?? dosto channel tag ka matlab hota hai channel keyword aur apko apne channel ke related keyword enter krne hai. jisase koi apke channel ke related topic seach krta hai to apki video usko show hogi aur apki video viral bhi ho sakate hai, to yahi tha channel tag / keyword ka kam.
Procedure Of Add Tag/Keyword
Step-1
- First Open Kijiye YouTube Channel ko.
- Apke Channel Ke Logo Par Click Kijiye.
- Waha Pe Ek Naya Tab Open Hoga.
- Wha Apko Creator Studio Ko Open Krna hai.
Youtube Creator Studio |
Step-2
- Apke samne ek naya Dashboard page open hoga.
- Dashboard ko open hone ke bad apko Channel Wale Option Ko Select krna hai
- Channel Ki List Open Hogi.
Youtube Channel |
Step-3
- Apke Samane Channel Ki List Open Hogi
- Wha Pe Bahut Sare Option Dekhenge
- Apko Wha pe Select Krna Hai Advanced Ka Option
- Advanced Ka Option Select krne ke bad Channel Keyword Ka Box Select krna Hai
- Channel Keyword Me Apko Apne Channel Ke Related Keyword Enter Krne Hai Is Format mai
- For EX- Apka Game Ka Channel Hai To (game,action game,free game,)
- Isi Format Me Apko Enter Krne Hai
- Aur Scroll Down Krke Niche Jakar Save Kijiye
- Save Kene Ke Bad Apko Is Format Me Keyword Dikhenge
- "game"action game"free game"
- Apka kam Complete Ho Gya
Channel Keyword |
Dosto is sari procedure ko step-by-step complete krne par jarur apka channel rank karenga to apko hard work krna hi padega iske bina success bhi nhi hoga, To aap sabko is post ko read krne ke bad sabhi samaz aa gaya hoga aur isi sabhi technical information ko aur janane ke liye aap hamare channel ko yha click krke subscribe kr sakate hai subscribe bilkul free me hai to jarur kre !!
Watch Full Video Any Information
I'm glad to see the great detail here!. buy youtube views
ReplyDeleteWow, What a Excellent post. I really found this to much informatics. It is what i was searching for.I would like to suggest you that please keep sharing such type of info.Thanks best travel laptops in 2019
ReplyDelete