Dosto aaj ke is post me hum apko sikhane wale hai ki free mai Sitemap kaise banaye.
Sitemap Kya Hai
Sitemap ek aisa platform he jisase hamare website par jyada se jyada traffic aane me help hoti hai aur hamare channel ranking bhi hota hai,dosto agar apki website google me ranking karwani hai to apko site map ki jarurat padati hai. to dosto isiliye sitemap jaruri hota hai apne website ke liye aap isko free me bhi banwa sakte ho.
Sitemap Kaise Kam krta Hai
Dosto jab aap apki website kisi bhi search engine se connect krna chahate ho to apko pahele sitemap ko banwana padega,aap google console yani webmaster tool me aap jab apni website ko verify krwate ho to uske bad apko sitemap ko add krna padra hai.tabhi jakar apki website fully verify ho jati hai,Aur search me aa jati hai. aur sitemap se apke dashboard me traffic ki details milati hai. kha kha se traffic aata hai aur apko location bhi set ho jati hai.
Sitemap Banane Ki Procedure
Step-1
- Apne browser ko open kijiye.
- Usme Google ko open kijiye
- Google me Sitemap ko search kijiye.
Search Sitemap |
Step-2
- Apne google me sitemap ko search kiya hoga.
- To apke samne bahut sare result ayenge.
- Usme apko www.xml-sitemaps.com is pr click krna hai.
Result Sitemaps |
Step-3
Apke samne sitemaps ki website open hogi.To Apko 4 Step ko complete krna hai.
Affiliate par register kre aur paise kamaye click here>>>
Amazon Affiliate Se 10000 Earn Daily Click Here>>>
Snapdeal Se online Product Bechkar Se 5000 Earn Daily click here>>>
Affiliate par register kre aur paise kamaye click here>>>
Amazon Affiliate Se 10000 Earn Daily Click Here>>>
Snapdeal Se online Product Bechkar Se 5000 Earn Daily click here>>>
Complete 4 Step Sitemap |
- Sabse pahale apko apna website ka URL copy krna hai aur red square wale box me paste krna hai. ex- http://www.technologyandfun.com/
- Green color wake box me apko Change Frequency ko Always rakhna hai.
- Blue color wale box me apko Last modification ko Default he rakhna hai. 2 no ko.
- Yellow box me apko Priority ko Automatically krna hai.
- Sabhi information ko fill krne ke bad Start pe click kijiye.
Step-4
- Start pe click krne ke bad apko kuch time wait krna padta hai.
- Kuch time bad apka sitemap generate hota hai.
- Phir aap uske URL ko copy kijiye aur apne website par jake add kijye.
www.xml-sitemaps.com |
Post a Comment