FmD4FRX3FmXvDZXvGZT3FRFgNBP1w326w3z1NBMhNV5=

Video

items

How To Link Pan Card With Adhar No

Link Your Adhar Card No With Your Pan No
adhar no
Link Pan No To Adhar Card

Why Link Pan Card Number With Adhar
Dosto aapne to suna hi hoga ki, India ke PM - Narendra Modi ji india ko Digital India Banana chahate hai, aur india ko most powerful country banana chahate hai to isiliye modi ji india me nayi nayi scheme lekar aa rahe hai, to unmaise hi ek yahi bhi scheme hai.

Income Tax Department ka PAN Card (permanent Account No) jo hame bank ke transaction ke liye lagta hai, Isase hamare income ke bare me jankari Govt ko milti hai, to Apko apne Adhar No se link karane par India me chal rahe Black Money ko control me rakha ja sakta hai, Aur wai money india ke liye use kiya ja sakta hai.
To apko jaldi se jaldi link karna hoga nhi to apka pan no bhi block ho sakta hai, to aap apne pan ko adhar se link karake india Govt ko jarur help kijiye. 




Procedure OF Pan No linking
Follow All Following Methods Step By Step And Link Pan No Successfully. Aur Screenshot Ki Image Ko Open Karke Bhi Follow Kare.

Step-1
  1. Open Browser And Open Google Search Engine
  2. And Search Link Pan Card To Adhar
  3. Niche Wali Image Ko Open Kijiye Aur Usme Dikhayi Gayi Link Ko Open Kare. Direct Open karane Ke Liye Yaha Click Kare>>>

with pan

Step-2
  1. Website Ko Open Hone Ke Bad, Blue Box Dekhayi Gayi Info Fill Kare
  2. Enter Pan No
  3. Adhar No
  4. Name as per Adhar
  5. Birth Wale Option Pe Tik Mark Kijiye
  6. Niche Wali Image Ko Open Karake Fill kare.



adhar no

Step-3
  1. Usake Bad Captcha Code Ka Option Ayenga
  2. Niche Wale Image Ko Open karake Red Box Me Dekh Sakate Ho
  3. Waha Pe Apko Verification Ke Liye 2 Option milenge
  4. Enter Captcha or OTP Verification
  5. Apko Jo Better Lagta Hai Usko Select Kare
  6. Verify Karake Link Adhar Pe Click Kare.


pan

  




Dosto Itani Sari Information ko Fill karane Ke Bad Apka Pan No Adhar Ke Sath Jud Jayenga.
To Apko Isi Tarah Ki Aur Janakari Hindi Me Chahiye To App Hame Follow Kar Sakate Ho aur Youtube Channel Ko Subscribe Kar Sakate Ho Aur Iss Post Ko Jyada Se Jyada Share Bhi Kare.





0/Post a Comment/Comments

73745675015091643