FmD4FRX3FmXvDZXvGZT3FRFgNBP1w326w3z1NBMhNV5=

Video

items

How To Add Facebook Page Like Button On Your Website | Part - 4

Dosto hamare Blogging Tutorial ka yah Part - 4 hai, agar aap apne Blog / Website par Facebook Page Like Box add karna chahate hai to aapko is post mai puri jankari milnewali hai ki kis tarah add karte hai. Agar aap facebook fan page ko add karte hai apne blog par to apke page like automatic increase hone lagenge. Jab koi visitor apki blog par aata hai to wah sath he sath aapke facebook page ko bhi like karta hai. Jab aap nayi post ko publish karne ke bad fb page par share karte ho to apke fb page likers ko direct notification jati hai aur unhe direct post open karne ki link bhi provide hoti hai. Aaj ke samay me social media bahut important hai, aur waha par users ki sankhya bahut hai. Agar aapke facebook page par jyada likes hai to app uska istamal blog traffic increase karne me kar sakate ho. 
Blogging Tutorial Part - 4


Facebook Fan Page ko naye naye style mai widgets ka use karake aap apni website mai laga sakate ho. Iskeliye coding ki jarurat nhi hoti hai, aap Facebook Developer aur Facebook Faction is page pe jake "Social Plugin, Like Box, Page Plugin aur Follow Button" free me apne style me create kar sakate ho sirf apko Height aur Wight ka dhyan rakhna hai. To aage ke step ko follow karke aap apna khud ka fb like box create kar sakate ho. 


Website/Blog Me Facebook Page Like Box Kaise Add Kare ??

Apko niche diye gaye sabhi steps ko end tak acche se read karake follow karna hai tabhi apko details me jankari milengi.

Step - 1

Apko Google me ya phir kisi bhi browser mai "Devlopers Facebook Plugin" search karna hai. Aur unka official site open karna hai. click here to direct open,


Apko yaha par different - different type ke plugin dekhayi denge but apko Page Plugin  aur web pe  click karna hai.


Step - 2

Aap apne facebook page par jake Page URL Copy kar lijiye. Phir apko URL Paste karna hai aur Tabs aap kuch bhi timeline likhiye, uske bad aap apne style me height aur Wight ko customize kare chahe to aap usko default he rahne dijiye,

How To Add FB Page Like Box.

Is sari setting complete Karlo. Use Small Header pe check mark karne ke bad wo chota (small) ho jayega, Adapt To Plugin Container Wight is par check mark karne se height aur wight automatic ho jayega, 



Hide Cover Photo par check mark karne se aapka cover photo nahi dekhenga, Show Friends Faces is par check mark karne se apke page ko like karne walo ka face dekh jayenga,
Apki ye sari setting complete hone ke bad aap simply Get Code pe click kare aur Code Copy kare. 


Step - 3

Apko apne blogger account me login hona hai, Phir apko dashboard me layout option pe jana hai,

fb like box


Uske bad apko jis jagah par fb like box lagana hai waha par apko Add a Gadgets pe click karna hai, 



Gadgets ko open karke ke bad ek naya windows popup open hoga, usame apko HTML / JavaScript par click karke open karna hai.


how paste adsense ads code in the blog


 Aur waha par aapko title dena hai (title optional hai) content me apko Facebook Fan Page Code paste karna hai.

Aap is me bataye gaye sabhi steps ko follow karte ho step by steps to aap laga payengi fb like box website / blog par.

5/Post a Comment/Comments

  1. Their responsiveness and willingness to progress rebranding strategy agency through multiple iterations of ideas are notable. Customers can expect a productive team.

    ReplyDelete
  2. This is wonderful and quite informative blog I have learnt so many things from here.
    learn more here

    ReplyDelete
  3. UX agencies
    They adhered well to project timelines and maintained an understanding of all objectives.

    ReplyDelete
  4. You have really selected the suitable topic; this is one of my favorite blogs.
    web designers

    ReplyDelete
  5. It’s amazing in support of me to truly have a blog site, which will be valuable meant for my knowledge. Thanks admin.
    web design company

    ReplyDelete
73745675015091643