Follow Me Step By Step And Fill Form
Adsense Invalid Form |
Adsense And Invalid Activity
Dosto Adsense ek aisa platform hai jisase apko jyada se jyada earning karane ka chance milta hai. Adsense ek google ka website hai jisaki help se apko earning karane ka mauka milta hai. Aap apne content ko ya article ko monetize karake ads se paisa kama sakate ho without any investment. Aap youtube channel banakar 10K views hone par aap adsense ke liye free me apply kar sakate ho aur video ko monetize kar sakate ho. Website ko banakar bhi aap usape adsense add laga sakate ho.
Aapne ads lagane ke bad apko CTR (Click Through Rate) ko control me rakhna hoga. 15% tak ka CTR safe hota hai Agar usase jyada high ho gaya to apka adsense account Disabled bhi ho sakta hai. Adsense ke terms aur condition ke taur par CTR ko control me rakhna hamari jimmedari hai. CTR high tab hota hai jab koi apke ads par bar bar click karta hai, wusi ko Invalid Activity kahate hai to isko control me rakhne ke liye apko Adsense Invalid Activity ka Form Fill karna hota hai.
Procedure Of Fill Adsense Invalid Activity Form
Niche Diye Gaye Procedure ko follow kijiye aur end tak read kijiye.
Important
Image Ko Dekhkar Apko Steps Follow Karne Hai.
Procedure Of Fill Adsense Invalid Activity Form
Niche Diye Gaye Procedure ko follow kijiye aur end tak read kijiye.
Step-1
- Open The Google And Seach
- Invalid Activity Form
- Open The Adsense Site Shown In the Following Image, Click Here To Open.
Open Adsense Site |
Step-2
- Adsense Ki Site Open Hone Ke Bad Apko 3 Question Puchegi
- Do you have your AdSense login email or your publisher ID? Ans - Yes
- Are you able to login to your Google account? Ans - Yes
- Was your account disabled more than a year ago? Ans - No
- Q3 Me Agar Apka Account Disabled Hai To Yes Kijiye.
Step-3
- Apke Samane New Page Open Hoga
- Invalid Traffic Appeal
- Waha Par Apko Form Fill kar Dena Hai.
Step-4
- Apko Niche Wali Image Ko Dekhkar Is Step Ko Follow Krna Hai.
- Red Box Me Apko Channel Name Enter Karna Hai
- Pink Box Me Apko Email Enter Karna Hai
- Blue Box Me Apko Channel Url Paste Karna Hai
- Voilet Box Me Apko Youtube Channel Enter Karna Hai
- Green Box Me Agar Apne Channel Ke Promotion Ke Liye Purchase Kiya Hai To Yes Kijiye Nhi To No.
Step-5
- Apko Niche Wali Image Ko Dekhkar Is Step Ko Follow Krna Hai.
- Green Box Me No Enter Kijiye
- Red Box Me Iss Line Ko Paste Kijiye
Step-6
- Isi Tarah Sabhi Information Ko Fill Kijiye Iamge Ko Dekhkar
- Last Me Terms and Condition ko Select Kare
- Submit Me Click Kare.
Step-6
- Apko Email Ko Open Karna Hai.
- Adsense Ka Confirmation Mail Apko Aaya Hoga.
- Apko Confirm Krna Hai.
To Dosto Muze Ummid Hai Ki Apko Sabhi Information Samaz Me Aagayi Hongi, To Aise Information Ke Bare Me Janane Ke Liye Aap Hame Follow Kar Sakate Hai Aur Hamare Youtube Channel Ko Subscribe Kijiye.
can you pls rewrite in english AchCodeTech
ReplyDelete